Jane Android ke hidden features ke bare me.

Aaj kal adhiktar log Android smartphone ka istemal karte hai. Lekin phone ke sabhi features se user vakif nahi hote hai. Aaiye aapko batate hain Android ke kuch ese hi features ke bare me, jo aapke liye usefull ho sakte hain.


Installed Apps


Kai baar user ko yeh pata nahi hota hai ki unke Android device par kitne Apps install hain. Halanki ise janna kafi asaan hai. Iske liye aapko Google Play Store me jaakar Google search baar ko click karna hoga, Jahan par ‘My Apps’ section me ‘Apps and Games’ ka option dikhega. Bas ise click karne ki dari hai, Google ID se device par install saare Apps ki jaankari kuchh second me apke saamne hogi. Agar chahen, to Play store se ‘My Purcheses’ App install karke Google Play Store par kiye gaye sabhi tarah ke bhugtan ka pata bhi laga sakte hain.

Delete Notification

Kar baar user galti se kisi notification ko delete kar dete hain. Fir lagta hai ki use delete nahi karna chahiye tha. Android par aap delete notifications ko fir se haasil kar sakte hain. Bas aap apne Android homescreen ke khali jagah par kuchh der tak tep karna hoga. Uske baad tap widget ko click kare. Fir setting shortcut ke menu se notification log ko select kar le. Fir jab aap notification log ko open karege, Vahan par aapko notification ki history mil jayegi.

Phone Tester
Lambe samay tak phone use karne ke baad aksar man me yeh duvidha rehti hai ki, pata nahi phone ka hareware ab theek thak kam kar raha hai ya nahi?  Lekin ab is uljhan me rehne ki zarurat nahi, kyonki 'Phone Tester' App ke zariye phone ke hardware ki jaanch-parakh karna bahut aasaan hai. Itna hi nahi, yeh free App phone ke sensor activity ki real time jaankari bhi dega. Battery ke temperature , Display ki functioning or camere ki jaankari bhi uplabdh karayega. App ko Play Store se install kar sakte hai.


Phone Tester


Lambe samay tak phone use karne ke baad man me yeh duvidha rehti hai ki pata nahi phone ka hardware theek thaak kaam kar raha hai ya nahi. Lekin ab is uljhan me rehne ki zarurat nahi, kyunki ‘Phone Tester’ App zariye phone ki janch-parakh karna bahut asaan hai. Itna hi nahi, yeh free Aap phone ke sensor activity ki real time jankari bhi dega. Battery ke temperature, Display ki functioning or camera ki jankari bhi uplabdh karayega. App ko Play Store se install kar sakte hain.

No comments:

Post a Comment

Technology

Ever noticed white spots on your nails? How do we get them?

The white spots on our nails are called leukonychia. Most of the times these are caused by some injury to the matrix of nails. Just like a b...