Installed Apps
Kai baar user ko yeh pata nahi hota hai ki unke Android
device par kitne Apps install hain. Halanki ise janna kafi asaan hai. Iske liye
aapko Google Play Store me jaakar Google search baar ko click karna hoga, Jahan
par ‘My Apps’ section me ‘Apps and Games’ ka option dikhega. Bas ise click
karne ki dari hai, Google ID se device par install saare Apps ki jaankari kuchh
second me apke saamne hogi. Agar chahen, to Play store se ‘My Purcheses’ App
install karke Google Play Store par kiye gaye sabhi tarah ke bhugtan ka pata
bhi laga sakte hain.
Delete Notification
Kar
baar user galti se kisi notification ko delete kar dete hain. Fir lagta hai ki
use delete nahi karna chahiye tha. Android par aap delete notifications ko fir
se haasil kar sakte hain. Bas aap apne Android homescreen ke khali jagah par
kuchh der tak tep karna hoga. Uske baad tap widget ko click kare. Fir setting
shortcut ke menu se notification log ko select kar le. Fir jab aap notification
log ko open karege, Vahan par aapko notification ki history mil jayegi.
Phone Tester
Lambe samay tak phone use karne ke baad aksar man me yeh duvidha rehti hai ki, pata nahi phone ka hareware ab theek thak kam kar raha hai ya nahi? Lekin ab is uljhan me rehne ki zarurat nahi, kyonki 'Phone Tester' App ke zariye phone ke hardware ki jaanch-parakh karna bahut aasaan hai. Itna hi nahi, yeh free App phone ke sensor activity ki real time jaankari bhi dega. Battery ke temperature , Display ki functioning or camere ki jaankari bhi uplabdh karayega. App ko Play Store se install kar sakte hai.

Lambe samay tak phone use karne ke baad man me yeh duvidha
rehti hai ki pata nahi phone ka hardware theek thaak kaam kar raha hai ya nahi.
Lekin ab is uljhan me rehne ki zarurat nahi, kyunki ‘Phone Tester’ App zariye
phone ki janch-parakh karna bahut asaan hai. Itna hi nahi, yeh free Aap phone
ke sensor activity ki real time jankari bhi dega. Battery ke temperature,
Display ki functioning or camera ki jankari bhi uplabdh karayega. App ko Play
Store se install kar sakte hain.
No comments:
Post a Comment