ANDROID DEVICE MANAGER KE BARE ME JANE.

Android device manager Ik Aisa Feature Hai Jo Lagbhag Sabhi Android Phone Me Ata Hai Or Agar Apke Phone Me Nahi Hai To Ap Ise Playstore Se Download Kar Sakte Hai Android Device Manager Ke Name Se He Pata Chalta Hai Ye Apko Android Phone Ko Manage Karta Hai Android Device Manager Ko Use Karke Ap Apne Khoye Hue Phone Ka Pata Laga Sakte Hai Ap Apne Phone Ke Location Ko Track Kar Sakte Hai Ap Apne Phone Ka Password Change Kar Sakte Hai Ap Chahe To Door Se He Apne Phone Ka Sara Data Delete Kar Sakte Hai Is Function Ka Use Karke Ap Apne Phone Ko Dead Kar Sakte Hai Is Function Ko Use Karne Ke Liye Apko Apne Google Account Se Login Karna Hota Hai Or Uske Bad Apka Phone Jab-Jab Active Hoga Apko Uski Jankari Milti Rahegi.

No comments:

Post a Comment

Technology

Ever noticed white spots on your nails? How do we get them?

The white spots on our nails are called leukonychia. Most of the times these are caused by some injury to the matrix of nails. Just like a b...