Digital Marketing
SEO yani Search Engine Optimization ki madad se kisi bhi web page ko Google, Yahoo jese search engines par sabse aage lane ki koshish ki jaati hai. Darasal, Yeh Digital Marketing ka ek hissa hai. Dhire-Dhire iska market badh raha hai. Marketing par hone wala kharch newspaper or TV se shift hokar website or social media ki or badh raha hai.Isiliye SEO experts ka kaam zyada se zyada traffic ko attract karna or business me badalna hota hai. Is field me freshers ko shuruaat me 2 se 4 laakh rupees saalana tak ki salary mil sakti hai. SEO ke course karke in categories me jobs pa sakte hai-
- Analytics
- Business Management
- Development Link Building
- Event Management
- Social Media Analyst
- Web Development Management
- Web Design
- Reputation Management
- Paid Search/PPC
No comments:
Post a Comment