Phone kaha hai kese pata lagaye

Aksar hum ghar ya office me Phone kahi rakhkar bhul jate ha or fir dhundte rehte hai. Lekin mushkil tab aati hai, jab phone silent mode par ho. Ese me call karne par bhi phone ki ring sunai nahi deti hai. Esi isthiti me aap Android device manager ki madad le sakte hai. Itna hi nahi, agar aapka phone chori ho jaye, to is App ki madad se phone ka pata laga sakte hai, Data delete kar sakte hai or phone bhi lock kar sakte hai. Ise use karna bhi bahut adaan hai. Browser par jakar sirf aapko ' Find my phone through Android device manager ' type karna hoga. Google id apka sign-in magega. Ise feed karte hi aapko ring, lock or erase ka option dikhai dega, Jise chahe zarurat ke hisab se chun sakte hai.

No comments:

Post a Comment

Technology

Ever noticed white spots on your nails? How do we get them?

The white spots on our nails are called leukonychia. Most of the times these are caused by some injury to the matrix of nails. Just like a b...