Shortcuts ko kese manage kare


Kai baar Phone ka homescreen Apps shortcuts se is tarah bhar jata hai ki dusra koi bhi shortcut adjust nahi ho pata, lekin ab pareshan hone ki baat nahi hai. Har waqt use hone wale Apps ke shortcuts ko aap Notification panel me rakh sakte hai. Iske liye aapko Bar launcher, Notification Toggle, I Tap quick baar jesa koi App install karna hoga. Ye Apps bilkul free hai. Achhi baat yeh hai ki in Apps ke zariye aap apne notification panel ko customize bhi kar sakte hai yani isme zyada se zyada App or shortcut ko adjust kar sakenge.

No comments:

Post a Comment

Technology

Ever noticed white spots on your nails? How do we get them?

The white spots on our nails are called leukonychia. Most of the times these are caused by some injury to the matrix of nails. Just like a b...