Software Testing
Software Testing |
Aap MSC, B.Tech, MCA jesi degree lekar bhi job nahi dundh pa rahe hai, to ese tamam courses hai, Jinse aap ache package par job pa sakte hai.
Software Testing
Macenji & co. ki ek report me kaha gaya hai ki mojuda tezi, talent infrastructure ki supply ke dum par Indian IT industries ka Export business ka korabaar 2020 tak 178 Arab Dollar ka ho jayega. Software testing ka karobaar bhi badhne ki ummed hai.
Software tester ko technology ke sath-sath business ki bhi samajh honi chahiye. Testing ki planning tayyar karna, Bugs or threats ko talaashna, unki report tayyar karna inki hi zimmedari hoti hai.
Oracle
Oracle database software hai. Iski madad se dher sare data ko na keval save rakha jaata hai, Balki company ki zarurat ke mutabik unme se kisi ek element ko search kar sakte hai or data analysis etc kar sakte hai. Zyadatar banko me aaj kal Oracle ka hi istemal kiya jaa raha hai. Kisi bhi account holder ke bare me puri jaankari isi ke zariye sambhal kar rakhi jaati hai. Enquiry karne par back-end me kaam karne wale engineer yeh jaankari uplabdh karate hai. Aajkal sirf banko me hi nah, Balki takreban har company ko database operations ke liye is tarah ke skilled persons ki zarurat hoti hai.
Web Designing
Web Designing
No comments:
Post a Comment