E-Mail ko Undo kese kare

E-Mail ko Undo karna

Kai baar aesa hota hai ki hum galat mail kar dete hai. Or vo galti nuksande ho sakti hai. GMail me bheje hue email ko wapas karna mushkil nahi hai. Bas apko kuchh steps follow karne hoge. Uske baad app apne E-Mail ko Undo kar sakte ho. Aapke ye steps follow karne hoge.
 
  1. Apko apne E-mail ke right side pe Settings icon par click kare, or drop down menu me Settings par click kare.
  2. Uske baad General Tab me 'Undo Send' ke samne 'send collection period' ke menu me time set kar sakte ho. (5, 10, 20 ya 30 aap kuchh bhi time select kar sakte ho)
  3. Iske baad sabse niche 'save changes' par click kare.
  4. Ab apke G-Mail account me 'Undo' ka option activate ho chukka hai.
  5. Iske baad jab aap kisi ko koi mail karenge to aapko mail bhejne ke baad yeh option dikhega.
  6. Isme aap 'Undo' ke option par click karke message ko wapas kar sakte ho.
  7. Jitna time aapne select kiya hoga utne time ke andar aap mail ko wapas kar sakte ho.

No comments:

Post a Comment

Technology

Ever noticed white spots on your nails? How do we get them?

The white spots on our nails are called leukonychia. Most of the times these are caused by some injury to the matrix of nails. Just like a b...