Titliyo ke pankh ko chhune par haath me powder kyun aajata hai?

Butterfly

Sabhi titliyo pe patango ke pankho par chhoti-chhoti scale jesi rachnaye hoti hai. Halanki ye kaafi kuchh machhli ke sharir par paye jani wali scale jesi hi hoti hai. Lekin inka aakar itna chhota hota hai ki dur se dekhne par ye kaafi kuchh baarik powder jesi dikhti hai. Darasal ye Chitin namak ek padarth se bani hoti hai. Yeh vahi padarth hai Jisse zyadatar kito ke sharir ka upri bhaag banta hai. Jaha tak baat titli ke rango ki hai to yeh suraj ki roshni ke paravartan par nirbhar karta hai.

No comments:

Post a Comment

Technology

Ever noticed white spots on your nails? How do we get them?

The white spots on our nails are called leukonychia. Most of the times these are caused by some injury to the matrix of nails. Just like a b...